Dil ki juwaaa aakhe kai jaati hai....sau-sau fasaane hai tumko kahena,par teri kami rahe jaati hai....hai ek dard jo tujhe sunna napaya....na tune samjha,na hi tu paass aaya....door se tadap ti dil ki aahat sunkar chali gayi.....is dil me lagi aag ko aabhi tak mai bhujaa na paya.....
No comments:
Post a Comment